Monday, March 5, 2012

Yeh Tara Woh Tara [Karaoke] (HD) With Lyrics - Swades

Yeh Tara Woh Tara [Karaoke] (HD) With Lyrics - Swades

Song: Yeh Tara Woh Tara (Karaoke) Movie: Swades (2004) Starring: Shahrukh Khan, Gayatri Joshi ______ LYRICS ______ Udit: Hey hey...hey hey hey...eh hey...eh hey Oh ho ho ho ho ho ho... ho ho...ho ho ho... Ye taara woh taara har taara -2 Dekho jisse bhi lage pyaara Ye taara woh taara har taara (Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasmaan saara) -2 Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare Jagmag saare, har taara hai sharaara Udit: Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hain Saath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hain Samjho sabse pehele toh, rang hote akele toh Indranush banta hi nahin Ek na ham ho paaye toh, anyaay se ladne ko Hogi koyi janta hi nahin Phir na kehna nirbal hai kyun haara hmm...aara taara Ye taara woh taara har taara -3 Dekho jisse bhi lage pyaara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasmaan saara Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare Jagmag saare, har taara hai sharaara Udit: Boond boond milne se, banta ek dariya hai ! Boond boond saagar hai, warna ye saagar kya hai Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh Ek boond jaise kuchh bhi nahin Ham auron ko chhode toh, munh sabse hi mude toh Tanha rehna jaaye dekho ham kahin Kyun na bane milke ham dhaara hmm..aara taara Vignesh: Ye taara woh taara har taara -3 Dekho jisse bhi lage pyaara Ye taara woh taara har taara Ye sab saath mein jo hai raat mein Toh jagmagaaya aasmaan saara Both: Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare Jagmag saare, har taara hai sharaara Udit: Hey ...





0 comments: